Aae Aasaman lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics
Aae Aasaman Hindi
Lyrics
Hindi Song Title: Aae Aasaman
Hindi Movie/Album Name: TANGO CHARLIE
Singer(s): SONU NIGAM
Hindi Lyrics:
Aae aasmaan teri zameeen par
Kab talak chalega yeh kab talak
Aae aasmaan teri zameeen par - 2
Kab talak chalega
yeh kab talak - 2
tukde tukde karke dharti maa ke dil ke
humne dal diya hai khud ko hi mushkil main
yeh siyasat humari
yeh siyasat tumhari
kutch khuda ke hai bande
ram ke kutch pujari
ek hai ek hum asmaan ke liye
naam humne zameen par juda kar liye
Aae aasmaan teri zameeen par
Kab talak chalega
yeh kab talak - 2
kis liye kiske liye
hoti yeh jung hai
rab ne to sikhaya tha
ke rehna sang hai
har taraf nafratein hai
har taraf mushkilein hai
raste hai yeh kaise
kaunsi manzilein hai
zindagi maut se mil rahi hai gale
haq watan ke sipahi ada kar chale
Aae aasmaan teri zameeen par
Kab talak chalega
yeh kab talak - 2