New! Now get latest music videos on your Orkut profile.Click here!!
Hindi Lyrics
Hindi Song Title: Aankhon Mein Basaya Tha
Hindi Movie/Album Name: TAKKAR
Singer(s): KUMAR SANU


Hindi Lyrics:
aankhon mein basaaya tha 
(aankhon mein basaaya thaa, tumhein dil mein chhupaaya tha 
aankhon mein basaaya thaa, tumhein dil mein chhupaaya tha 
jab chahu tumhen dekhu, aaina banaaya thaa)  -2 
aankhon mein basaaya thaa, tumhein dil mein chhupaaya tha 

aankhon mein andhera hai, viraana sehara hai 
na jaane mera vo chaand, kis shahar mein utara hai 
jine ka bata tu hi, ab kya aramaan karuun 
mar jaane ka ai dil, koi saamaan karuun 
ik saath jiyenge ham 
(ik saath jiyenge ham, kyon khvaab dikhaaya thaa) - 2 
jab chaahuun dekhuun, aaiina banaaya tha 

kya jaan sakoge tum din kaise guzarata hai 
ik pal bhi nahi gujare, haan aise guzarata hai 
na chain hi aata hai, na neend hi aati hai 
teri yaad aati hai, aakar tadapaati hai 
maine to tujhe jaanam 
maine to tujhe jaanam palakon pe bithaaya tha - 2 
jab chaahuun dekhuun, aaiina banaaya tha 

hai e ho o 
aankhon mein basaaya tha 
(aankhon mein basaaya thaa, tumhen dil mein chhupaaya tha 
aankhon mein basaaya thaa, tumhen dil mein chhupaaya tha 
jab chaahuun tumhen dekhuun, aaiina banaaya tha ) - 2