|
Aarzoo Ki Raahon Mein Hindi
Lyrics
Hindi Song Title: Aarzoo Ki Raahon Mein
Hindi Movie/Album Name: KAROBAAR
Singer(s): UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK
Hindi Lyrics:
--MALE--
Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein
--FEMALE--
Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein
--MALE--
Aao ghar banaaye hum
--FEMALE--
Phir voh ghar sajaaye hum
--MALE--
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana - 2
--FEMALE--
Chhaon leke main aaoon, narm dhoop tum laana
--MALE--
Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein
--FEMALE--
Aao ghar banaaye hum, phir voh ghar sajaaye hum
--MALE--
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana
--FEMALE--
Chhaon leke main aaoon, narm dhoop tum laana
--MALE--
Aarzoo ki raahon mein
--FEMALE--
Dhadkanon ki baahon mein
Din ko sab hawaaon mein ho gulaab ki khushboo
--MALE--
Raat aaye to maheke ek khwaab ka jadoo
--FEMALE--
Haan, din ko sab hawaaon mein ho gulaab ki khushboo
--MALE--
Raat aaye to maheke ek khwaab ka jadoo
--FEMALE--
Raat leke main aaoon, aur khwaab tum laana - 2
--MALE--
Main hawaayein laaoonga, aur gulaab tum laana
--FEMALE--
Aarzoo ki raahon mein
--MALE--
Dhadkanon ki baahon mein
Aasmaan zameen apne hum naye banaayenge
--FEMALE--
Hum yakeen vafaaon ka marke bhi dilaayenge
--MALE--
Ho, aasmaan zameen apne hum naye banaayenge
--FEMALE--
Hum yakeen vafaaon ka marke bhi dilaayenge
--MALE--
Aasmaan main laaoon, aur zameen tum laana - 2
--FEMALE--
Main vafaayein laaoongi, aur yakeen tum laana
--MALE--
Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein
--FEMALE--
Aao ghar banaaye hum, phir voh ghar sajaaye hum
--MALE--
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana - 2
--FEMALE--
Chhaon leke main aaoon, narm dhoop tum laana
--MALE--
Aarzoo ki raahon mein
--FEMALE--
Dhadkanon ki baahon mein
|
|
2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z
|
|
|