Allah ke Bandhe lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics


 

Allah ke Bandhe Hindi Lyrics

Hindi Song Title: Allah ke Bandhe
Hindi Movie/Album Name: WAISA BHI HOTA HAI PART II
Singer(s): KAILASH KHER


Hindi Lyrics:
Tuta tuta ek parinda aise phuta ke phir judna paaya 
Luta luta kisne usko aise luta ke phir udna paaya 
Girta hua woh aasma se aake gira zaameen par 
Khwabon mein aur baaton mein phir bhi woh kehta raha magar 
Ke allah ke bandhe hasde, allah ke bandhe 
allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega 
Allah ke bandhe hasde, allah ke bandhe 
allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega.................... 
 
Ho ke aapne par hi to usne tha udna sikhaaaa 
Ho ke aapne par hi to ooooooooooooooooooooooo  
Ho ke aapne par hi to usne tha udna sikhaaaa 
Gum ko aapne saath mein lele dard bhi tere kaam aayegaa, 
Allah ke bandhe hasde Allah ke bandhe, 
Allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega.... 
tink tink tink 
tukde tukde ho gaye athahar sapna jab woh tutaaa 
bikhre tukdon ke mein allah ki marzi ka manjar aayega....... 
allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega 
Allah ke bandhe hasde, allah ke bandhe 
allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega.................... 
 
Tuta tuta ek parinda aise phuta ke phir judna paaya 
Luta luta kisne usko aise luta ke phir udna paaya 
Girta hua woh aasma se aake gira zaameen par 
Khwabon mein aur baaton mein phir bhi woh kehta raha magar 
Ke allah ke bandhe hasde, allah ke bandhe 
allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega 
Allah ke bandhe hasde, allah ke bandhe 
allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega.................. 

Contributed by: Chinmay Tamhaney

 

 

  2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z 

Home   |   Music   |   Hindi Lyrics    |   Bollywood News    |   Movie Reviews  | Pop Music

All rights reserves, Go4bollywood.com, 2005-2006