Baabul Ka Ghar lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics


 

Baabul Ka Ghar Hindi Lyrics

Hindi Song Title: Baabul Ka Ghar
Hindi Movie/Album Name: RAAKHI
Singer(s): CHORUS


Hindi Lyrics:
baabul ka ghar chod ke gori 
ho gayi aaj paraayi re 
doli dekh jiyaara dole 
aankh neer bhar aayi re 

( nyaari jag ki reet ri sakhiyaan 
kaun kisi ka meet ri sakhiyaan )  -2 
jhuuthi sabki preet
kisne preet nibhayi re 

baabul ka ghar chod ke gori 
ho gayi aaj paraayi re 
doli dekh jiyaara dole 
aankh neer bhar aayi re 

jin galiyon mein bachpan beeta 
kholi aankh jawaani ne 
un galiyon se kiya kinaara 
sakhiyon ki patraani ne 
bhaiyya ka man bhar-bhar aaye 
rot chali ma jaayi re 

baabul ka ghar chod ke gori 
ho gayi aaj paraayi re 
doli dekh jiyaara dole 
aankh neer bhar aayi re  

p ke pyaar mein kho kar gori 
hamko bhool na jaana 
roz nahi to kabhi-kabhi 
do akshar likh bhijwaana 
dheere-dheere madhur suro mein 
yahi kahe shahnaayi re 

( baabul ka ghar chhod ke gori 
ho gayi aaj paraayi re 
doli dekh jiyaara dole 
aankh neer bhar aayi re )  -2 

baabul ka ghar chhod ke gori 
ho gayi aaj paraayi re 
doli dekh jiyaara dole 
aankh neer bhar aayi re 

( nyaari jag ki reet ri sakhiyaan 
kaun kisi ka meet ri sakhiyaan )  -2 
jhuuthi sabaki preet
kisne preet nibhaayi re 

baabul ka ghar chod ke gori 
ho gayi aaj paraayi re 
doli dekh jiyaara dole 
aankh neer bhar aayi re 

jin galiyon mein bachpan beeta 
kholi aankh jawaani ne 
un galiyon se kiya kinaara 
sakhiyon ki pataraani ne 
bhaeeya ka man bhar-bhar aaye 
rot chali ma jaayi re 

baabul ka ghar chhod ke gori 
ho gayi aaj paraayi re 
doli dekh jiyaara dole 
aankh neer bhar aayi re 

p ke pyaar mein kho kar gori 
hamako bhuul na jaana 
roz nahi to kabhee-kabhi 
do akshar likh bhijawaana 
dheere-dheere madhur suron mein 
yahi kahe shahanaayi re 

( baabul ka ghar chod ke gori 
ho gayi aaj paraayi re 
doli dekh jiyaara dole 
aankh neer bhar aayi re )  -2 


 

 

  2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z 

Home   |   Music   |   Hindi Lyrics    |   Bollywood News    |   Movie Reviews  | Pop Music

All rights reserves, Go4bollywood.com, 2005-2006