|
Baansuriya Phir Se Bajao Hindi
Lyrics
Hindi Song Title: Baansuriya Phir Se Bajao
Hindi Movie/Album Name: TAJ
Singer(s): LATA MANGESHKAR, HEMANT KUMAR
Hindi Lyrics:
la: baansuriya phir se bajaao, kaanha
baansuriya phir se bajaao
he: ja ja na hamko sataao, raadha
ja ja na hamko sataao
la: bansi na baaje to jiya mora dole
jiya mora dole piyaa, boli ye bole
phir se vahi dhun sunaao, kaanha
baansuriya
baansuriya phir se bajaao, kaanha ...
he: ja ri natkhat gavaalin ki chhori
main na bajaaoonga ye baans ki pori
la: aise na mujhko rulaao, kaanha
baansuriya
baansuriya phir se bajaao, kaanha ...
la: kaanha teri murali mein raadha ki jaan hai
he: raadha tu hi to meri bansi ki taan hai
la: honthon se bansi lagaao, kaanha
baansuriya
baansuriya phir se bajaao, kaanha
|
|
2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z
|
|
|