Bhool Na Jaana Aaj Ki Baate lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics
Bhool Na Jaana Aaj Ki Baate Hindi
Lyrics
Hindi Song Title: Bhool Na Jaana Aaj Ki Baate
Hindi Movie/Album Name: WAPAS
Singer(s): ASIT BARAN, INDRANI ROY
Hindi Lyrics:
I: bhool na jaana aaj ki baatein
ye upvan ye samay suhaana
bhool na jaana
A: donon ka aakaar mil jaana
bhool na jaana
A/I: donon ka aakaar mil jaana
bhool na jaana
A: chupna rukna aur sharmaanaa
I: chupna rukna aur sharmaanaa
A: bhool na jaana bhool na jaana
I: khushi se hain man phula phula
A: kaisa pyara pyara jhoola
I: jhoolan apna
A: aur jhoolna
A/I: bhool na jaana aaj ki baatein
bhool na jaana
A: dil se dil ka taar milakar
I: prem ka sundar saaz bajaakar
I: jhoom jhoom
A: jhoom jhoom donon ka gaana
I/A: a a a ha ha ha ha
bhool na jaana aaj ki baaten
bhool na jaana