Bolo Kyaa Khayaal Hai lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics

Bolo Kyaa Khayaal Hai Hindi Lyrics

Hindi Song Title: Bolo Kyaa Khayaal Hai
Hindi Movie/Album Name: LOVE IN NEPAL
Singer(s): SONU NIGAM & SUNIDHI CHAUHAN

Hindi Lyrics:
Hey Hey Hey Hey
Ishq Deevaanaa Hai Tumko Chaahaa To Jaanaa Sanam
Ishq Deevaanaa Hai Tumko Chaahaa To Jaanaa Sanam

Ishq Deevaanaa Hai Tumko Chaahaa To Jaanaa Sanam
Ishq Deevaanaa Hai Tumko Chaahaa To Jaanaa Sanam
Ab Yaar Ke Binaa Jeenaa Badaa Dushvaar Hai
Meraa Nahin Dil Kaa Ye Savaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Mujhko Tumse Pyaar Hai

Tum Ho Meri Jaan Meri Aashiqi
Tum Se Hai Javaan Meri Aashiqi 
Tum Ho Meri Jaan Meri Aashiqi
Tum Se Hai Javaan Meri Aashiqi
Apne Dil Ko Thaam Loon Jab Tumhaaraa Naam Loon
Kyaa Karoon Dil Meraa Behaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Mujhko Tumse Pyaar Hai

Hai Ajab Si Beqaraari Aajkal
Dooriyaan Sahi Na Jaaye Ek Pal
Hai Ajab Si Beqaraari Aajkal
Dooriyaan Sahi Na Jaaye Ek Pal
Khvaab Ho Naseeb Ho Tum Mere Qareeb Ho
Ho Ke Judaa Rahnaa Muhaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Mujhko Tumse Pyaar Hai
Hey Hey Hey
Ishq Deevaanaa Hai Tumko Chaahaa To Jaanaa Sanam
Ishq Deevaanaa Hai Tumko Chaahaa To Jaanaa Sanam
Ab Yaar Ke Binaa Jeenaa Badaa Dushvaar Hai
Meraa Nahin Dil Kaa Ye Savaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai 
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Mujhko Tumse Pyaar Hai 

  2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z 

Home   |   Music   |   Hindi Lyrics    |   Bollywood News    |   Movie Reviews  | Pop Music

All rights reserves, Go4bollywood.com, 2005-2006