Deewana aadmi Ko lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics
Deewana aadmi Ko Hindi
Lyrics
Hindi Song Title: Deewana aadmi Ko
Hindi Movie/Album Name: KALI TOPI LAL RUMAL
Singer(s): MOH. RAFI
Hindi Lyrics:
deewana aadmi ko banaati hain rotiyaa - 2
khud naachti hain sabko nachaati hain rotiyaa - 2
deewana aadmi ko...
budhaa chalaaye thele ko phaakon se jhul ke - 2
bachhaa uthaaye bojh khilaunon ko bhuul ke - 2
( dekhaa na jaaye jo ) - 2
so dikhaati hain rotiyaa - 2
deewana aadmi ko...
baithi hai jo chehare pe mal ke jigar kaa Ku
duniyaa buraa kahe inhe par main to ye kahu - 2
kothe pe baith o kothe pe baith aankh ladaati hain rotiyaa - 2
deewana aadmi ko...
kehtaa tha ik faqeer ki rakhna zara nazar
roti ko aadmi hi nahi khaate bekhabar - 2
(aksar to aadmi ko ) - 2 khaatii hain rotiyaa - 2
deewana aadmi ko...
tujhko pate ki baat bataau main jaan-e-man
kyu chaand par pahunchane ki insaan ko hai lagan - 2
(insaan ko chaand mein ) - 2
nazar aati hain rotiyaa - 2
deewana aadmi ko...