Dil Dil Dil lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics


 

Dil Dil Dil Hindi Lyrics

Hindi Song Title: Dil Dil Dil
Hindi Movie/Album Name: YALGAAR
Singer(s): CHANNI SINGH, SAPNA MUKHERJEE


Hindi Lyrics:
ch: dil dil dil -2
iske haathoN majboor hain sab kyaa ye Khudaa ne banaayaa -2
dariyaa ye dil kaa gahraa hai kitnaa
raaz kisne ye paayaa, haay raaz kisne ye paayaa
sa: dil dil dil -2
iske haathoN majboor hain sab kyaa ye Khudaa ne banaayaa
dariyaa ye dil kaa gahraa hai kitnaa
raaz kisne ye paayaa, ho raaz kisne ye paayaa
both: dil dil dil sa: o.. both: dil dil dil

ch: is dil ke hain roop hazaaroN
ye patthar bhi aur kaNval bhi
sa: is dil ke hain roop hazaaroN
ye patthar bhi aur kaNval bhi
ch: iski Khaatir takht bhi chhooTe, bane hain taaj mahal bhi
sa: bane hain taaj mahal bhi
both: dil dil dil -2

sa: dil dil dil, kahe aake mil
ye doori jo miT jaaye to phool se jaayen khil
o.. dil dil dil
ch: iske haathoN majboor hain sab kyaa ye Khudaa ne banaayaa
dariyaa ye dil kaa gahraa hai kitnaa
raaz kisne ye paayaa, haay
both: raaz kisne ye paayaa
dil dil dil -2
ch: kahe aake mil
ye doori jo miT jaaye to phool se jaayen khil
o.. dil dil dil
both: dil dil dil -7

 

 

  2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z 

Home   |   Music   |   Hindi Lyrics    |   Bollywood News    |   Movie Reviews  | Pop Music

All rights reserves, Go4bollywood.com, 2005-2006