Ek Baar Jana lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics


 

Ek Baar Jana Hindi Lyrics

Hindi Song Title: Ek Baar Jana
Hindi Movie/Album Name: YUN HOTA TOH KYA HOTA
Singer(s): CHORUS, DEVCHAND GADHVI, JAVED ALI, KIRTI SAGATIA, MADHUSHREE

Hindi Lyrics:

ek baar jana - 3 america janaab
ek baar jana - 3 america janaab
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab

chaaro taraf bikhre hai 
durr saar hamse
dard se paraya aadmi
na wahaan kahi koi kami hai
kya zameen kya aasmaan 
sabse haseen hai woh jahaan
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab

arey jo gaya wahi ka ho gaya
usmein hai kashish badi ghazab ki
uski roshani mein kho gaya
uski aarzoo hai kuchh ajab si
ek baar jo jaaunga main
waapas na aaunga main
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab

husn ki bahaar milegi 
gori gori hongi goriyaan
ishq ki kali bhi khilegi
baandh lena dil ki doriyaan
chaahoge jo paaoge woh 
kehna mera maan lo
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab
ek baar jana - 3 america janaab

 

 

  2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z 

Home   |   Music   |   Hindi Lyrics    |   Bollywood News    |   Movie Reviews  | Pop Music

All rights reserves, Go4bollywood.com, 2005-2006