New! Now get latest music videos on your Orkut profile.Click here!!
Hindi Lyrics
Hindi Song Title: Ghar Aaya Mehmaan Koi
Hindi Movie/Album Name: UDAN KHATOLA
Singer(s): LATA MANGESHKAR


Hindi Lyrics:
la: 
ghar aaya mehmaan koi jaan na pehchaan bane baalam 
o bada zaalam ho bada zaalam 

ko: 
o ghar aaya mehmaan 
ghar aaya mehmaan koi jaan na pehchaan bane baalam 
o bada zaalam ho bada zaalam 

la: 
pehale nainan mein phir man mein aaya 
chaandni mere jeevan mein laaya ho 
ko: 
pehale nainan mein phir man mein aaya ho 
chaandni mere jeevan mein laaya ho 
la: 
o o chanda ki khidki se dekhe jo ghuur 
khada duur, jiya chuur 
ko: 
hoy chanda ki khidki se dekhe jo ghuur 
khada duur jiya chuur 
la: 
mohe chhede har aan 
kare maan beimaan bane baalam 
o bada zaalma ho bada zaalam 

la: 
o kare natkhat ishaaron mein batiyaan  -2 
jiya dhadke mora  -2 
phadke ankhiyaan 
ko: 
o phadke ankhiyaan 
la: 
o o phadke ankhiyaan ho 
ko: 
kare natkhat ishaaron mein batiyaan 
ho jiya dhadke moraa, phadke ankhiyaan 
la: 
o o laage na manva pe birah ka teer 
bahe neer uthe peer 
ko: 
hoy laage na manva pe birah ka teer 
bahe neer uthe peer 
la: 
kahi jaaye na jaan 
main naadaan hu anjaan bane baalam 
o bada zaalam ho bada zaalam 

ko: 
o ghar aaya mehmaan 
ghar aaya mehmaan koi jaan na pehchaan bane baalam 
o bada zaalam ho bada zaalam