New Page 2
Hindi Song Title: Jaa
Rahe Ho Agar
Hindi Movie/Album Name: G
Singer(s): GANESH HEGDE
Hindi Lyrics:
jaa rahe ho agar duur mujhse sanam - 2
phir mere paas aana nahi
yeh bhi mumkin nahi main palat na saku
isliye itna wada karo o o o
mujhko aawaz dena nahi - 2
jaa rahe ho agar duur muhjse sanam
phir mere paas aana nahi
yeh bhi mumkin nahi main palat na saku
isliye itna wada karo o o o
mujhko aawaz dena nahi - 2
(mil bhi jaayen agar ham tumhen raah mein
pher lena nazar par milana nahi) - 2
dekh lu bhi agar tum hamein bhool se
apni aankhon mein tum ashk lana nahi
dil se humko to tum kar chunke ho juda
aankh se bhi girana nahi - 2
(tumne maangi dua humko miley har khushi
tum hi meri khushi phir kyun miley na hamein) - 2
tumne li hai kasam gam na karna kabhi
tum sikhado zara muskurana hamein
tumne keh toh diya yaad karna nahi
khwaab mein tum bhi aana nahi - 4
jaa rahe ho agar
|