Jaane Kiya Kya Tune Ishaara lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics


 

Jaane Kiya Kya Tune Ishaara Hindi Lyrics

Hindi Song Title: Jaane Kiya Kya Tune Ishaara
Hindi Movie/Album Name: ADHARM - 2006
Singer(s): SONU NIGAM

Hindi Lyrics:

jaane kiya kya tune ishaara  - 2
badla huaan hain sara nazara
sara jahaan jagmagane laga hain 
dil haath se mera jaane laga hain
mujhe yun na sataaon mere nazdeek aaon
mujhe kuchh toh bataaon hain yeh kaisa nasha
mujhe dekho zara yeh kya huaan
mujhe yun na sataaon mere nazdeek aaon
mujhe kuchh toh bataaon hain yeh kaisa nasha
mujhe dekho zara yeh kya huaan
tu toh hain paagal tu hain deewana
baaton ka tere kya hain thikana
sapne hazaron mujhko dikhake le jaayenga mujhe mujhse chura ke
dekh mujhko sata na haath mujhko laga na 
haai marr jaaungi kuchh kar jaaungi jo tune chhuaa
dekh mujhko sata na haath mujhko laga na 
haai marr jaaungi kuchh kar jaaungi jo tune chhuaa

yeh jo hawa mein lehra rahi hain - 2
kori chunariyaan ghazab dhaa rahi hain
yeh jo hawa mein lehra rahi hain
kori chunariyaan ghazab dhaa rahi hain
main toh hawaaon mein udd ne laga hain
yaar sabse haseen hain hosh mujhko nahi hain 
chain bhi kho gaya hain yeh kaisa nasha
mujhe dekho zara yeh kya huaan
yaar sabse haseen hain hosh mujhko nahi hain 
chain bhi kho gaya hain yeh kaisa nasha
mujhe dekho zara yeh kya huaan

maine kitaabon mein yeh padha hain - 2
yeh rog dil ka sabse bura hain
maine kitaabon mein yeh padha hain
yeh rog dil ka sabse bura hain
rabba mere mujhko tu hi bacha
yeh jahaan so raha hain mera dil kho raha hain
mujhe kuchh ho raha hain haai marr jaaunga 
kuchh kar jaaungi jo tune chhuaan
yeh jahaan so raha hain mera dil kho raha hain
mujhe kuchh ho raha hain haai marr jaaunga 
kuchh kar jaaungi jo tune chhuaan
jaane kiya kya tune ishaara
badla huaan hain sara nazara
sapne hazaron mujhko dikhake 
le jaayenga tu mujhko chura ke
mujhe yun na sataaon mere nazdeek aaon
mujhe kuchh toh bataaon hain yeh kaisa nasha
mujhe dekho zara yeh kya huaan
jo tune chhuaan
yeh kya huaan

 

 

  2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z 

Home   |   Music   |   Hindi Lyrics    |   Bollywood News    |   Movie Reviews  | Pop Music

All rights reserves, Go4bollywood.com, 2005-2006