Kaunsi Baat Hai Duniya Mein lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics
Kaunsi Baat Hai Duniya Mein Hindi
Lyrics
Hindi Song Title: Kaunsi Baat Hai Duniya Mein
Hindi Movie/Album Name: YALGAAR
Singer(s): KAVITA KRISHNAMURTHY, UDIT NARAYAN
Hindi Lyrics:
u: oo.. ho.. oo..
ka: aa.. oo.. aa..
u: kaun si baat hai duniyaa mein nahin jiskaa ilaaj
ka: kaun si baat hai duniyaa mein nahin jiskaa ilaaj
u: hamne ulfat ke liye toDen hai sab rasm-o-rivaaj
ka: hamne ulfat ke liye toDen hai sab rasm-o-rivaaj
both: kaun si baat hai..
ka: yuN to kahti hai ye duniyaa ke mohabbat hai Khudaa -2
u: phir bhi ilzaam-e-mohabbat pe hi deti hai sazaa
ka: begunaah ko jo sazaa de vo adaalat hai samaaj
u: begunaah ko jo sazaa de vo adaalat hai samaaj
ka: hamne ulfat ke liye toDen hai sab rasm-o-rivaaj
u: hamne ulfat ke liye toDen hai sab rasm-o-rivaaj
both: kaun si baat hai..
ka: aa.. oo.. aa..
u: oo.. ho.. oo..
u: agar insaaN ki sahulat ko bani hain rasmen -2
ka: kyuN mohabbat kaa galaa ghoNT rahi hain rasmen
u: mel khaataa nahin rasmoN se mohabbat ka mizaaj
ka: mel khaataa nahin rasmoN se mohabbat ka mizaaj
u: hamne ulfat ke liye toDen hai sab rasm-o-rivaaj
ka: hamne ulfat ke liye toDen hai sab rasm-o-rivaaj
both: kaun si baat hai duniyaa mein nahin jiskaa ilaaj -2
hamne ulfat ke liye toDen hai sab rasm-o-rivaaj
kaun si baat hai..