Khushboo Sa Woh Meri Saason Mein lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics


 

Khushboo Sa Woh Meri Saason Mein Hindi Lyrics

Hindi Song Title: Khushboo Sa Woh Meri Saason Mein
Hindi Movie/Album Name: KHOYA KHOYA CHAND - 2007
Singer(s): HAMSIKA IYER

Hindi Lyrics:

khushboo sa woh meri saason mein bas jaayega
ek nasha sa banke meri jindagi pe chha jaayega
karuun intzaar, mera yaar kab aayega
yaadon mein woh rootha tha, khwaabon mein maan jaayega
bujh gayi hai shama, aake phir jalaayega
kab talak mere bin kaho use raha jaayega
husn pe ho yakin toh ishq dagmagaayega
karuun intzaar, mera yaar kab aayega
woh julmi sitamgar kab pachhtaayega
yaadon mein woh rootha tha, khwaabon mein maan jaayega

aaja aaja woh deewaane aaja, ek duje mein kho jaaye hum
duniya mein jitne ghum hai pyaare, hai sabse pyaara muhabbat ka ghum
jindagi bewafa aaj hai kal nahi
raat jo dhal gayi, tum nahi aur hum bhi nahi
husn pe ho yakin toh ishq dagmagaayega
karuun intzaar, mera yaar kab aayega
woh julmi sitamgar kab pachhtaayega
yaadon mein woh rootha tha, khwaabon mein maan jaayega

 

 

  2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z 

Home   |   Music   |   Hindi Lyrics    |   Bollywood News    |   Movie Reviews  | Pop Music

All rights reserves, Go4bollywood.com, 2005-2006