|
Koi Matwala Aaya Mere Dwaare Hindi
Lyrics
Hindi Song Title: Koi Matwala Aaya Mere Dwaare
Hindi Movie/Album Name: LOVE IN TOKYO
Singer(s): LATA MANGESHKAR
Hindi Lyrics:
koi matvaala aaya mere dwaare
akhiyon se kar gaya ajab ishaare
koi matvaalaa, aaya mere dwaare ...
kya mann uske main kya jaanu
chhaliya ko main kya pehachaanu
jaane kyon mera naam pukaare
aa...
koi matvaara aaya mere dwaare ...
jab se gaya hai bhola bachpan
akhiyaan chanchal, natkhat hai mann
ab nahi kuch bhi bas mein hamaare
aa...
koi matavaara aaya mere dwaare ...
|
|
2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z
|
|
|