Laut Gaya Gam Ka lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics
Laut Gaya Gam Ka Hindi
Lyrics
Hindi Song Title: Laut Gaya Gam Ka
Hindi Movie/Album Name: NAYA AADMI
Singer(s): HEMANT KUMAR, LATA MANGESHKAR
Hindi Lyrics:
he: a a a a
la: a a a a
la: laut gaya gam ka zamaana
aai khushi lehraati
laut gaya gam ka zamaana
he: laut gaya gam ka zamaana
aai khushi lehraati
laut gaya gam ka zamaana
he: duur gagan mein dekho chamke
aashaaon ke taare aashaaon ke taare
jhilmil pyaare pyaare
la: badli mein chhupkar taaron ke sang
chanda kare ishaare chanda kare ishaare
do: kiski lagan me aaj pavan hain
baagon mein ithalaati
laut gaya gam ka zamaana
aai khushi lehraati
laut gaya gam ka zamaana
la: raat nayi har baat nayi hain
naya naya hai zamaana
kaisa sama suhaana
kaisa sama suhaana
he: gaaye chandaniya dheere dheere
preet bhara afsaana
preet bhara afsaana
la: aaj mere chote se man mein
aasha hai muskaati
do: laut gaya gam ka zamaana
aai khushi lehraati
laut gaya gam ka zamaana