|
Maang Ke Saath Tumhara Hindi
Lyrics
Hindi Song Title: Maang Ke Saath Tumhara
Hindi Movie/Album Name: NAYA DAUR
Singer(s): ASHA BHONSLE, MOHD. RAFI
Hindi Lyrics:
Asha:
maang ke saath tumhara mainne maang liya sansaar -2
Rafi:
maang ke saath tumhara mainne maang liya sansaar
Rafi:
o o o o o o
Asha:
a a a a aa -2
Asha:
dil kahein dildar mila, hum kahein humein pyaar mila -2
Rafi:
pyaar mila humein yaar mila, ek naya sansaar mila -2
Asha:
a a a a a a, as mili armaan mila
Rafi:
o o o o o o, jeene ka saamaan mila
Both:
Mil gaya ek sahaara, ha ha ha ha
Maang ke saath tumhara mainne maang liya sansaar
Maang ke saath tumhara
Rafi:
o o o o o o, Asha: a a a a aa -2
Rafi:
dil jawaan aur rut haseen, chal yunhi chal de kahin -2
Asha:
tu chahein le chal kahin, tujh pe hai mujhko yakin -2
Rafi:
o o o o o o, jaan bhi tu hai dil bhi tu hi
Asha:
a a a a a a, raah bhi tu manzil bhi tu hi
Both:
Aur tu hi aas ka tara, ha ha ha ha
Maang ke saath tumhara mainne maang liya sansaar
Maang ke saath tumhara
|
|
2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z
|
|
|