Maine Dekha Tha lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics
Maine Dekha Tha Hindi
Lyrics
Hindi Song Title: Maine Dekha Tha
Hindi Movie/Album Name: GABAN
Singer(s): LATA MANGESHKAR
Hindi Lyrics:
main ne dekhaa thaa sapanon mein ik chandrahaar
aaj baalam ne pahanaa diyaa
ho mujhe ulafat kaa gahanaa diyaa
bandhii bandhii nadiyaa sii bahane lagii
ghadii ghadii laharaa ke kahane lagii
main to saajan se jaakar miluungii abhii
ho na jaauun kahiin pyaar mein baawarii
main ne dekhaa thaa ...
khoii khoii jaauun main jaane kahaa
milaa mujhe sab kuchh mile do jahaa
aaj merii khushii ki to siimaa nahi
aaj mujhako milii hai naii zindagii
main ne dekhaa thaa ...