Mere Angne Mein lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics


 

Mere Angne Mein Hindi Lyrics

Hindi Song Title: Mere Angne Mein
Hindi Movie/Album Name: LAAWARIS
Singer(s): AMITABH, ALKA YAGNIK


Hindi Lyrics:
La la la la...
La la la la...
La la la la...
La la la la...

Mere angne mein
(Mere angne mein tumhara kya kam hai) - 2
Joh hai naam wala
Arre joh hai naam wala wahi toh badnaam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai

(Jiski biwi lambi usska bhi bara naam hai) - 2
Kothe se lagado
Arre (kothe se lagado seerhi ka kya kam hai) - 2
Mere angne mein tumhara kya kam hai

Jiski biwi moti usska bhi bara naam hai
Jiski biwi moti, o moti, o moti, o moti moti moti
Jiski biwi moti uska bhi bara naam hai
Bistar pe litado
(Bistar pe litado gaade ka kya kam hai) - 2
Mere angne mein tumhara kya kam hai

(Jiski biwi kali usska bhi bara naam hai) - 2
Aankhon mein basalo
(Aankhon mein basalo surme ka kya kam hai) - 2
Mere angne mein tumhara kya kam hai

(Jiski biwi gori uska bhi bara naam hai) - 2
Kamre mein bithalo
(Kamre mein bithalo bijli ka kya kam hai) - 2
Mere angne mein tumhara kya kam hai

(Jiski biwi choti usska bhi bara naam hai) - 2
God mein bithalo, haan haan haan
(God mein bithalo bache ka kya kam hai) - 2
Mere angne mein tumhara kya kam hai

(Mere angne mein tumhara kya kam hai) - 2
Joh hai naam wala
Arre joh hai naam wala wahi toh badnaam hai
Mere angne mein, haan mere angne mein
Haan mere angne mein tumhara kya kam hai

 

 

  2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z 

Home   |   Music   |   Hindi Lyrics    |   Bollywood News    |   Movie Reviews  | Pop Music

All rights reserves, Go4bollywood.com, 2005-2006