|
Mili Khaak Mein Mohobbat Hindi
Lyrics
Hindi Song Title: Mili Khaak Mein Mohobbat
Hindi Movie/Album Name: CHAUDVIN KA CHAND
Singer(s): MOHAMMAD RAFI
Hindi Lyrics:
milee khaak mein mohabbat, jalaa dil kaa aashiyaanaa
jo thii aaj tak haqiiqat, wahi ban gayi fasaanaa
ye bahaar kaisi aai, jo khizaan bhi saath layi
main kahaan rahoon chuman mein, meraa lut gayaa thikaanaa
mujhe raastaa dikhaakar, mere kaaravaan ko lootaa
idhar aa gale lagaa loon, tujhe garadish-e-zamaanaa
milee khaak mein mohabbat, jalaa dil kaa aashiyaanaa
jo thii aaj tak haqiiqat, wahi ban gayi fasaanaa
|
|
2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z
|
|
|