Milte Hi Unpe Dil Aa Gaya lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics


 

Milte Hi Unpe Dil Aa Gaya Hindi Lyrics

Hindi Song Title: Milte Hi Unpe Dil Aa Gaya
Hindi Movie/Album Name: MAIN DEEWANA HOON
Singer(s): ABHIJEET

Hindi Lyrics:

milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan - 2
main deewana - 2 deewana deewana huaan
milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan

unka chand asa mukhada kya kehna unke maathe ki bindiya kya kehna - 2
unki qaatil adaayen kya kehna unki mast nigaahen kya kehna 
jab woh aa gaye toh noor aa gaya na jaane yeh mujhko kya ho gaya
main deewana - 2 deewana deewana huaan
milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan

unki chaal woh sau sau balkhaaye unki zulfon se baadal sharmaayen
woh hothon pe aaise muskaaye woh tarsaaye dil ko tadpaaye
woh jhonka hawaa ka mastana unki aankhen chhalakta paimaana
main deewana - 2 deewana deewana huaan
milte hi unpe dil aa gaya teere nazar se ghaayal huaan
main deewana - 2 deewana deewana huaan

 

 

  2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z 

Home   |   Music   |   Hindi Lyrics    |   Bollywood News    |   Movie Reviews  | Pop Music

All rights reserves, Go4bollywood.com, 2005-2006