Hindi Song Title: Na shikva hota
Hindi Movie/Album Name: TEHZEEB
Singer(s): SUJATA BHATTACHARYA
Hindi Lyrics:
Aap ko… mujhse… gila hota na… shikva hota…
Meri majboori ko…. gar aap ne… samjha hota…samjha hota…
Aap ko mujhse gila hota na shikva hota -2
Meri majboori ko gar aap ne -2
Samjha hota, samjha hota
Aap ko mujhse -2 gila hota na shikva hota
Dard ki yaad mein bhi dard hai, behtar ye tha -2
Apne zakhmon ka hisaab hamne na rakha hota
Meri majboori ko gar aapne -2
Samjha hota, samjha hota
Khwaab dekhe the jo hamne, woh sabhi sach hote -2
Sochiye aisa gar hota toh kaisa hota
Meri majboori ko gar aap ne samjha hota, samjha hota
Aapko mujhse gila hota… na shikva hota
|