Naam Kya Hain lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics


 

Naam Kya Hain Hindi Lyrics

Hindi Song Title: Naam Kya Hain
Hindi Movie/Album Name: YEH DILLAGI
Singer(s): LATA MANGESHKAR, KUMAR SANU


Hindi Lyrics:
la: naam kya hai? 
ku: pyaar ka maara 
la: ghar ka pata do 
ku: dil hain tumhaara 
la: kya karte ho? 
ku: tumse pyaar 
la: isaka nateeja? 
ku: kuch bhi ho yaar 

la: naam kya hai? 
ku: pyaar ka maaraa ...

ku: main tera deewana, tu meri deewani 
aaise kyon nayi kafaa? 
la: kuch na maanu main, jaanu jaanu main 
teri marzi hai kya 
ku: kabhi laila majnu 
la: are ja re ja re ja 
ku: kabhi shireen farhaad 
la: mujhe aise na sata 
ku: kabhi raanjha kabhi heer 
la: dil rakh doon main cheer 
ku: kabhi romeo juliet
la: chal hat baaju hat 

la: naam kya hai? 
ku: pyaar ka maaraa ...

ku: seene mein dil hain, dil mein dhadkan hain 
dhadkan mein tu hai basi 
la: teri baaton mein, main na aaungi 
yu na kar dillagi 
ki: o chhodo na teri gali 
la: tu hai bhanvara main kali 
ku: o raani aaise na akad 
la: meri baahein na pakad 
ku: hain iraada mera nek 
la: du deewana dil-phenk 
ku: mujhe khwaabo mein basa 
la: aaise baatein na bana 

la: naam kya hain? 
ku: pyaar ka maara 
la: ghar ka pata do 
ku: dil hai tumhaara 
la: kya karte ho? 
ku: tumse pyaar 
la: iska nateejaa? 
ku: kuch bhi ho yaar 

 

 

  2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z 

Home   |   Music   |   Hindi Lyrics    |   Bollywood News    |   Movie Reviews  | Pop Music

All rights reserves, Go4bollywood.com, 2005-2006