Poochho na yaar kya huwa lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics


 

Poochho na yaar kya huwa Hindi Lyrics

Hindi Song Title: Poochho na yaar kya huwa
Hindi Movie/Album Name: ZAMAANE KO DIKHANA HAI
Singer(s): MOHAMMAD RAFI, RISHI, ASHA BHONSLE,PADMINI


Hindi Lyrics:
hmm hmm… 
(Poochho na yaar kya huwa, dil ka qaraar kya huwa) - 2 
Tumpe to ham mar mitte hain abhi se, 
jaane hamaara aage kya hoga 
Ai yai ya ya…  
         
Aage kya hoga  
Aage shaadi 
          
 Hamko mil gayi duniya pyaar ki, maana ho gaye tum mere apne 
Phir bhi ye sawaal dil mein ye khayaal, na ho ye kahi door ke sapne 
Ye aitbaar kya huwa dil ka qaraar huwa 
Tumpe to ham mar mitte hain abhi se, 
jaane hamaara aage kya hoga 
Ai yai ya ya… 
          
Aur phir kya hoga  
Eh paartiya daawatein  
         
 Apne paas kya armaan ke siwa, yu to main tumhein aur kya dungi 
Jo bhi hai mera main aur mera pyaar, tumpe ek baar sab luta dungi 
Chaahoge to main dekhungi tumhein, keh doge to phir sar jhuka lungi 
Haay dildaar kya huwa dil ka qaraar huwa
Tumpe to ham mar mitte hain abhi se, 
jaane hamaara aage kya hoga 
Ai yai ya ya…  
         
Waah waah ...  
          
Arre baaba tum bhi to kuchh bolo na  
Ye baat hai to suno 
         
 Chhodo jaan-e-jaana tum bhi ho kaha, ghabhraate nahi ham zamaane se 
Dekho to idhar kiska hai jigar, uljhe aapke is diwaane se 
Ho uljhe hazaar kya huwa ai mere pyaar kya huwa 
Apni khushi hogi ye zindagi bhi 
Iske siwa aage kya hoga 
Ai yai ya ya… 

 

 

  2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z 

Home   |   Music   |   Hindi Lyrics    |   Bollywood News    |   Movie Reviews  | Pop Music

All rights reserves, Go4bollywood.com, 2005-2006