New! Now get latest music videos on your Orkut profile.Click here!!
Hindi Lyrics
Hindi Song Title: Saiyaan Chod De Baiyaan
Hindi Movie/Album Name: RAAKHI
Singer(s): LATA MANGESHKAR, MUKESH


Hindi Lyrics:
la : saiyaan chhod de baiyaan meri patali kalaiyaan mud jaayegi 
mu : tera haath na chhoduun tera saath na chhoduun kahaan jaayegi 

la : dekho ji dekho kahi dekhe na zamaana 
pyaar hamaara ban jaaye na fasaana 
mu : achha nikala hain ye jaane ka bahaana 
la : saiyaan chhod de ... 

la : tum mere kaun ho ye duniya na jaane 
mu : apni bala se koi maane ya na maane 
la : pyaar mein itne bhi bano na deewane 
la : saiyaan chhod de ...