New! Now get latest music videos on your Orkut profile.Click here!!
Hindi Lyrics
Hindi Song Title: Sola Singaar Karke
Hindi Movie/Album Name: FILHAAL
Singer(s): JASPINDER NARULA AND PALASH SEN


Hindi Lyrics:
(Waari jaawa waari jaawa waari jaawa
Sau sau baari sau sau baari waari jaawa) - 3

Sola singaar karke godi bharaayi le - 2
Saiyyaan, saiyyaan, saiyyaan saiyyaan
Saiyyaan se kheli bahut ab
Chhotu ko khilaayi le
Sola singaar karke godi bharaayi le
Sola singaar kare

(Waari jaawa waari jaawa waari jaawa
Sau sau baari sau sau baari waari jaawa) - 2
Chhotu jo aave ghar mein

Chhotu jo aave ghar mein

Oye hoye hoye hoye, oye hoye hoye hoye
(Chhotu jo aave ghar mein, naani behlaave
Paayal pehenke naani naach dikhaave) - 2

(Waari jaawa waari jaawa waari jaawa
Sau sau baari sau sau baari waari jaawa) - 2

Haan, chhotu jo aave ghar mein

Chhotu jo aave ghar mein

Hoye hoye, oye oye oye oye
Chhotu jo aave ghar mein, maasi ko bulaave
Naadi badalke unki lori sunaave

Naadi?  Maasi ki?
Chhotu jo aave ghar mein, aave unke mama

Mama?  Ya chacha, mm chacha

Chhotu jo aave ghar mein, aave unke mama
Daaton se naala pakde, haath se pajaama
Oh, teri hasi bhar bharke
Ghar mein chhidkaave
Oh, sola singaar karke godi bharaayi le
Sola singaar karke godi bharaayi le
Saiyyaan, saiyyaan, saiyyaan saiyyaan
Saiyyaan se kheli bahut ab
Chhotu ko khilaayi le
Sola singaar karke godi bharaayi le
Sola singaar karke

(Waari jaawa waari jaawa waari jaawa
Sau sau baari sau sau baari waari jaawa) ...