Suno Na Dil Kya Kehta Hain lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics


 

Suno Na Dil Kya Kehta Hain Hindi Lyrics

Hindi Song Title: Suno Na Dil Kya Kehta Hain
Hindi Movie/Album Name: LOVE KE CHAKKAR MEIN
Singer(s): ALKA YAGNIK, SHAAN

Hindi Lyrics:

suno na suno na dil kya kehta hain - 2
suno na suno na dil jo kehta hain
deewane ham bhi deewane tum bhi
donon kare khul ke pyaar o mere yaar
suno na suno na dil kya kehta hain
kaho na kaho na dil jo kehta hain
deewane ham bhi deewane tum bhi
donon kare khul ke pyaar o mere yaar
suno na suno na dil kya kehta hain

yahi toh umar hain kaha pe nazar hain
hamein dekho tum baar baar
jawani ke din hain jawani ki raaten
yeh hota nahi baar baar
jawaan dhadkanein bhi yahi chahatein hai
ke ham tum milein bas milein 
na tum kuchh socho na hum kuchh bhi soche
jahaan dil kahen ham chalen
chalo na chalo na achha mauka hain
ho suno na suno na dil kya kehta hain

mere paas tum ho toh dil keh raha hain
ke aaise mohabbat karein
mohabbat mein jaage mohabbat mein soye
mohabbat mein jiye marein
tumhari yeh baatein kyon behka rahi hain
ke dil pe huaan kuchh asar
behak na main jaaun kahi hadh se jyaada
ke jaane do lagta hain darr
daro na daro na dil yeh darta hain
suno na suno na dil kya kehta hain
deewane ham bhi deewane tum bhi
donon kare khul ke pyaar o mere yaar
suno na suno na dil kya kehta hain
kaho na kaho na dil jo kehta hain
tumpe marta hai yeh dil tumpe marta hain

 

 

  2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z 

Home   |   Music   |   Hindi Lyrics    |   Bollywood News    |   Movie Reviews  | Pop Music

All rights reserves, Go4bollywood.com, 2005-2006