Tera Jahaan Aabad Hain lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics


 

Tera Jahaan Aabad Hain Hindi Lyrics

Hindi Song Title: Tera Jahaan Aabad Hain
Hindi Movie/Album Name: ELAAN (1947)
Singer(s): SURENDRA NATH


Hindi Lyrics:
tera jahaan aabaad hai 
mera jahaan barbaad hai 
fariyaad hai fariyaad hai 
aai aasamaan fariyaad hai 
tera jahaan aabaad hai 
mera jahaan barbaad hai 

tu khush ke tere baag ke 
sab phool aakhir khil gaye 
jin ki tamanna thi tujhe 
aakhir wo tujhko mil gaye 
mere muqaddar mein faqat 
gam aur kisi ki yaad hai 

tera jahaan aabaad hai 
mera jahaan barbaad hai 

tu kush ke tere haath mein 
ummeed ka jaam aa gaya 
meri mohabbat ke liye 
rone ka paigaam aa gaya 

hairat na kar ai bekhabar 
duniya hai ek jaadu ka ghar 
do dil hain ek ghar mein magar 
ek shaad ek naashaad hai 

fariyaad hai fariyaad hai 
ai aasamaan fariyaad hai 
tera jahaan 

 

 

  2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z 

Home   |   Music   |   Hindi Lyrics    |   Bollywood News    |   Movie Reviews  | Pop Music

All rights reserves, Go4bollywood.com, 2005-2006