Tu Har Pal Aane Lagi lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics


 

Tu Har Pal Aane Lagi Hindi Lyrics

Hindi Song Title: Tu Har Pal Aane Lagi
Hindi Movie/Album Name: JAAN (ALBUM)
Singer(s): SONU NIGAM


Hindi Lyrics:
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hoon yeh sochkar
Deewanapan is kadar
Yeh kaisa tera pyaar hain -6
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hoon yeh sochkar
Deewanapan is kadar

Nadan shayad hua hain yeh dil
Maane na kyun baat meri
Jo chahata hai woh kar jaata hai
Jab yaad aati hai teri
Yun to kabhi pehle na thi haalat meri humsafar
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hoon yeh sochkar
Deewanapan is kadar
Yeh kaisa tera pyaar hain -6
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar

Har saans mein ghulti khushboo hai tu
Hota hai mehsoos mujhko
Us pal meri jaan nikalne lagi
Jis pal mein dekhoon na tujhko
Khwaabon mein tu yaadon mein tu
Aankhon mein tu tu hi tu
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hoon yeh sochkar
Deewanapan is kadar
Yeh kaisa tera pyaar hain -6
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hoon yeh sochkar
Deewanapan is kadar

 

 

  2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z 

Home   |   Music   |   Hindi Lyrics    |   Bollywood News    |   Movie Reviews  | Pop Music

All rights reserves, Go4bollywood.com, 2005-2006