Tu Sapana Hain lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics


 

Tu Sapana Hain Hindi Lyrics

Hindi Song Title: Tu Sapana Hain
Hindi Movie/Album Name: MAIN DEEWANA HOON
Singer(s): ABHIJEET

Hindi Lyrics:

tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa - 2
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa
aaisa lagat hain maine kahi - 2 pehle bhi hain tujhe dekha
tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa

haseen waadiyon ki khushbu hain tu
parvat ke jharnon ki jhar jhar hain tu
rangeen fizaaaon ka chhalka nasha
dilkash nazaaron ka jaadu hain tu
tu manzil hain ya kaarvaan pehle bhi hain tujhe dekha 
tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa

ghata hain ke zulfen pareshaan hain tu 
adaaon se khud apani nadaan hain tu
tu chaand jo raat roshan kare 
tammana bhi tu dil ka armaan bhi tu
tu hain pari ya apasara 
tu geet hain ek madbhara
pehle bhi hain tujhe dekha
tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa
aaisa lagta hain maine kahi - 2 pehle bhi hain tujhe dekha
tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa

 

 

  2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z 

Home   |   Music   |   Hindi Lyrics    |   Bollywood News    |   Movie Reviews  | Pop Music

All rights reserves, Go4bollywood.com, 2005-2006