Tum Aa Gaye lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics


 

Tum Aa Gaye Hindi Lyrics

New Page 6
  Hindi Song Title: Tum Aa Gaye
Hindi Movie/Album Name: ZINDA
Singer(s): KRISHNA

Listen This Song on Gayaki


Hindi Lyrics:

(har saans sulajh rahi thi uljhaane ko tum aa gaye
jo aag bujh rahi thi bhadkaane ko tum aa gaye) - 4

har kadam par havaa hai kathin waasataa
jine kaa hausalaa dard kaa silsilaa
saans aazaad hai jinaa dushawaar hai
pehele din ke liye bahut pyar hai
ye din gin ke jee raha hoon aazamaane tum aa gaye
main kab kaa mar chukaa bataane tum aa gaye
har saanse sulajh rahi thi uljhaane ko tum aa gaye
jo aag bujh rahi thi bhadakaane ko tum aa gaye

koi kehtaa yahaa zindagi saj gayi 
koi kehtaa wahaa zindagi mit gayi
ek tamanna yahaa ek tamanna wahaa 
ek bharosa yahaa aur nafarat wahaa
mausam khil rahaathaa dil jalaane tum aa gaye
raste pe main chal padaa thaa behkaane tum aa gaye
(har saans sulajh rahi thi uljhaane ko tum aa gaye
jo aag bujh rahi thi bhadakaane ko tum aa gaye) - 2

 

 

  2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z 

Home   |   Music   |   Hindi Lyrics    |   Bollywood News    |   Movie Reviews  | Pop Music

All rights reserves, Go4bollywood.com, 2005-2006