Tum jo aao to pyaar aa jaaye lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics
Tum jo aao to pyaar aa jaaye Hindi
Lyrics
Hindi Song Title: Tum jo aao to pyaar aa jaaye
Hindi Movie/Album Name: SAKHI
Singer(s): MANNA DEY, SUMAN KALYANPUR
Hindi Lyrics:
Tum jo aao to pyaar aa jaaye
Zindagi mein bahaar aa jaaye
Kya kahu tumse keh nahi sakta
Bin tumhaare main reh nahi sakta
Tumko gar aitbaar aa jaaye
Zindagi mein bahaar aa jaaye
Dil pe mujhko to aitbaar nahi
Ye woh shay hai jisse qaraar nahi
Dil pe gar ikhtiyaar aa jaaye
Zindagi mein bahaar aa jaaye
Jab tamanna shabaab par aaye
Har taraf ik khumaar sa chhaaye
Zah-e-qismat jo yaar aa jaaye
Zindagi mein bahaar aa jaaye