Waqt Ka Saaya lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics


 

Waqt Ka Saaya Hindi Lyrics

Hindi Song Title: Waqt Ka Saaya
Hindi Movie/Album Name: FILHAAL
Singer(s): SONU NIGAM AND JASPINDER NARULA


Hindi Lyrics:
--MALE--
Waqt ka saaya kisne daala hai - 2
Ho rahega jo hone waala hai
Jo hone waala hai

--FEMALE--
Waqt ka saaya kisne daala hai - 2

--MALE--
Waqt ka saaya kisne daala hai - 2

--FEMALE--
Din to yeh bhi guzar jaayega
Par yeh lamha guzarta nahin
Aag hi aag hi aag hai
Phir kyoon sooraj pighalta nahin

--MALE--
Daag dhone se jaate nahin - 2
Dard rone se ghat ta nahin
Waqt ka saaya kisne daala hai - 2

--FEMALE--
Neend mein saans lete to hai
Khwaab jaage to mar jaate hai
Bebasi hai badi bebasi
Apne saaye se darr jaate hai

--MALE--
Kaun kisse shikaayat kare - 2
Jo likha hai voh mit ta nahin

--FEMALE--
Waqt ka saaya kisne daala hai - 2
Ho rahega jo hone waala hai
Jo hone waala hai

--MALE--
Waqt ka saaya kisne daala hai

--FEMALE--
Waqt ka saaya kisne daala hai

--MALE--
Waqt ka saaya kisne daala hai
Ho rahega jo hone waala hai

 

 

  2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z 

Home   |   Music   |   Hindi Lyrics    |   Bollywood News    |   Movie Reviews  | Pop Music

All rights reserves, Go4bollywood.com, 2005-2006