Yaari hai meri imaan lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics
Yaari hai meri imaan Hindi
Lyrics
Hindi Song Title: Yaari hai meri imaan
Hindi Movie/Album Name: ZANJEER
Singer(s): MANNA DEY
Hindi Lyrics:
Aa . . .
Gar khuda mujse kahe . . . (2)
Kuchh maang eh bande mere
Me ye maangu . . (2)
Mehefilo ke daur yu chalte rahe
Ham pe aalao, ham nibaah laao
Hamsafar, hamraaz ho
Ta qayaamat. . . (2)
Jo chiraago ki tarha jalte rahe
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Yaar ho bando se ye . . . oh
Yaar ho bando se ye sabse badi hai bandagi
Yaari hai!
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Saaz-e-dil chhedo jaha me . . . (2)
Yaar ki gunje sada
He saaz-e-dil chhedo jaha , Me yaar ki gunje sada
In dilo me pyaar hai unpe bahaare ho fida
Pyar leke noor aaya . . . (2)
Pyar leke taazgi Yaari hai!
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Jaan bhi jaaye agar . . . (2)
Yaari mein yaaro gham nahi
Eh jaan bhi jaaye agar yaari mein , Yaaro gham nahi
Apne hote yaar ho , Gham-geen matlab ham nahi
Ham jaha hai . . us jagaah (2)
Jhoomegi naachegi khushi Yaari Hai!
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Aa . . .
Gul-e-gulzaar kyu bezaar nazar aata hai (2)
Chashme pat ashiqaar yaar nazar aata hai
Chhupaana hamse zara haale-dil suna de tu
Tere hasee ki keemat kya hai ye bataade tu
Kahe to aasmaa se chaand taare le aau
Haseen jawaan aur dilkash nazaare le aau
Tera mamnoon hu . . . (2)
Tumne nibhaaya yaaraana
Teri hasee hai aaj sabse bada nazraana (2)
Yaar ke hasti hi . . . (2)
Mehefil pe jawaani chhaa gayi, chhaa gayi Yaari hai!
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Oh . . . eh . . Qurbaan qurbaan…oy oy oy