Yeh Betiyaan lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics
Yeh Betiyaan Hindi
Lyrics
Hindi Song Title: Yeh Betiyaan
Hindi Movie/Album Name: NA TUM JAANO NA HUM
Singer(s): JASPINDER NARULA
Hindi Lyrics:
--FEMALE--
Yeh betiyaan to baabul ki raaniyaan hain - 2
Meethi meethi pyaari pyaari yeh kahaaniyaan hain
Yeh sheeshe diya gudiyaan rab jaane ke yeh kudiyaan
Kinna jamiyaan kinna le jaaniyaan hain
Yeh betiyaan to baabul ki raaniyaan hain
Meethi meethi pyaari pyaari yeh kahaaniyaan hain
--CHORUS--
Yeh ladkiyaan to maaon ki raaniyaan hain - 2
Meethi meethi pyaari pyaari yeh kahaaniyaan hain
--FEMALE--
Inka raam hain rakhwaala, inka bachpan bhola bhaala
Bholi bhaali si inki jawaaniyaan hain
Yeh ladkiyaan to maaon ki raaniyaan hain
Meethi meethi pyaari pyaari yeh kahaaniyaan hain
Sab ke dil ki saare ghar ki yeh raaniyaan hain - 2
Yeh chidiyaan ek din phur se ud jaaniyaan hain
Koi inka haath na chhode, koi inka dil na tode
Te sachche rab diyaan meherbaaniyaan hain
Yeh betiyaan to baabul ki raaniyaan hain
Meethi meethi pyaari pyaari yeh kahaaniyaan hain
--CHORUS--
Kahaaniyaan hain, mm hm hm hm hm hm, kahaaniyaan hain