New! Now get latest music videos on your Orkut profile.Click here!!
Hindi Lyrics
Hindi Song Title: Yeh Dooriyaan Abb Hai Kahaan
Hindi Movie/Album Name: FOOL N FINAL
Singer(s): HANIF SHAIKH
Hindi Lyrics:
o oooooooo ooo ooo

(yeh dooriyaan abb hai kahaan, yeh faasale na darmiyaan - 2
badla badla sa zamaana, khamoshiyaan bhi hai gumshuda) - 2
o oooooooo ooo ooo

(o janiyaan koyi mera dil le gaya
haan dekho dekho zara, dil se huyi khata) - 2
yeh dooriyaan abb hai kahaan, yeh faasale na darmiyaan - 2

(yeh zindagi badle ek pal mein yahaan
badla hai saara jahaan, jeene ka lele maza) - 2
[yeh dooriyaan abb hai kahaan, yeh faasale na darmiyaan - 2
badla badla sa zamaana, khamoshiyaan bhi hai gumshuda] - 2