|
|
|
|
|
Yoon Shabnami Hindi
Lyrics
Hindi Song
Title: Yoon Shabnami
Hindi Movie/Album Name:
Saawariya
Music: Monty Sharma |
Hindi Lyrics:
(yuun shabnami pehle nahi thi chaandani
chaand woh bharma gaya, tujhko dekha toh sharma gaya
woh churaane laga hai nazar) - 2
yuun shabnami.......
dekho chaand aaya, chaand nazar aaya - 3
aaya aaya aaya chaand aaya sharmaaya
haanji aaya aaya haanji aaya sharmaaya
tu bhi aaja saawariya
aaya aaya aaya dekho chaand nazar woh aaya
dekho chaand nazar dekho dekho ji chaand nazar woh aaya
sharmaaya aaya aaya aaya chaand aaya sharmaaya
dheere dheere aake hawa gungunaake har khabar de tumhaari
kaisa yeh nasha hai, nazar mein ghula hai har ghadi hai khumaari
nashe mein kadam mere udhar kabhi idhar, gumsum nazar, jaayein kidhar
kho gaye tujhme hum iss kadar
yuun shabnami pehle nahi thi chaandani - 2
chaand woh bharma gaya, tujhko dekha toh sharma gaya
woh churaane laga hai nazar
yuun shabnami.......
saawariya...... tu aa ja..... saawariya......
|
|
2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z
|
|
|
|
|
|
|
All rights reserves,
Go4bollywood.com, 2005-2006
|
|
| | |