Zindagi Kuchh Bhi Nahi lyrics, Hindi lyrics, Bollywood Movie Lyrics, Indian lyrics, Hindi Songs Lyrics


 

Zindagi Kuchh Bhi Nahi Hindi Lyrics

Hindi Song Title: Zindagi Kuchh Bhi Nahi
Hindi Movie/Album Name: WITH LUV TUMHARA
Singer(s): SHAAN

Hindi Lyrics:

zindagi kuchh bhi nahi saamne manzil khadi
yaad kar ya na usse milegi par woh tujhe
ho~ dil tu bata de mujhko
phir dikha de apana koi hamsafar raah mein
yun inn raahon mein meri
inn baahon mein khushbu
bikhra gayi raah mein

aasmaan bikhra huaan kaarwaan chalta huaan
hey aasmaan bikhra huaan kaarwaan chalta huaan
dhadkanein mehki hui ruki ruki chalti hui
har safar apana naya har ghadi lagti bhali
manzilen har pal nayi zindagi thamti nahi
ho~ dil tu bata de mujhko
phir dikha de apana koi hamsafar raah mein
yun inn raahon mein meri
inn baahon mein khushbu
bikhra gayi raah mein

rang hai chhalka huaan bund sa chamka huaan
khwaab sa behka huaan aag si dehki hui
main jahaan tu bhi wahin dil jaane kya dilnashi
duuriyaan nazdeekiyaan ban jaaye badhne yunhi
ho~ dil tu bata de mujhko
phir dikha de apana koi hamsafar raah mein
yun inn raahon mein meri
inn baahon mein khushbu
bikhra gayi raah mein

kuchh kahin kuchh ankahi keh gaye sab kuchh yunhi - 2
nazron se yeh dil kahen dil hai ke kehta chale
mann kahein chalta chalun khwaab yeh bunta chalu
khushiyon ko chunta chalu dhun yahi gaata chalu
ho~ dil tu bata de mujhko
phir dikha de apana koi hamsafar raah mein
yun inn raahon mein meri
inn baahon mein khushbu
bikhra gayi raah mein
ho~ dil tu bata de mujhko
phir dikha de apana koi hamsafar raah mein
yun inn raahon mein meri
inn baahon mein khushbu
bikhra gayi raah mein

 

 

  2 A B C D E F G H I J K K L M N O P Q R S T U V W Y Z 

Home   |   Music   |   Hindi Lyrics    |   Bollywood News    |   Movie Reviews  | Pop Music

All rights reserves, Go4bollywood.com, 2005-2006