New! Now get latest music videos on your Orkut profile.Click here!!
Hindi Lyrics
Hindi Song Title: Zindagi
Hindi Movie/Album Name:
Chhodon Naa Yaar
Music: Anand Raj Anand Hindi Lyrics: zindagi, zindagi, zindagi, zindagi...
jeena zindagi hamse sikho
karna dosti hamse sikho
jeena zindagi hamse sikho, karna dosti hamse sikho
shamma ke deewaane, hum yaara parwaane
masti mein rehte hai hum yaar mastaane, parwa kisi ki na bhi
jeena zindagi hamse sikho, karna dosti hamse sikho


manjil ke hum deewaane, masti se apana waasta - 3
jahaan ruk gaye wahaan hai manjil, jahaan chal pade raasta
jo soch lena hai woh kar hi dena hai
ghabraan mushkil hai, masti ki sena hai, parwa kisi ki na bhi
jeena zindagi hamse sikho, karna dosti hamse sikho


apana khishiyon se yaaraana, ghum kya kisko pata - 3
mushkil pichhe hat jaana, apana hai dhang juda
hoga, nahi hoga, dekhenge jo hoga
wohi kiya humne, sabne jisetoka, parwa kisi ki na bhi
jeena zindagi hamse sikho, karna dosti hamse sikho


zindagi, zindagi, zindagi, zindagi ooh...